Android 12 New Features,How to set photo in notification bar – techsametv.com

Android 12 New Features – Hello doston kya Hal Chal Hai hai Jaisa ki aap log Jante Hain ki abhi ke Samay Mein jyadatar Sabhi log Android phone smartphone use kar rahe hain aur jo Android smartphone use kar rahe hain unke phone mein Android 12 ka update Jarur Aaya hoga Matlab Ki unke phone ka jo varjan hai bo Android 12 hoga to main aapko Bata Dun Agar aap log aapane phone ke notification bar mein Kisi ka photo lagana chahte ho to Kaisi Karke lagaoge aaj main aapko detail mein bataunga aur aaj aapko Ek Aisi app provide karaunga Jiski help se aap log apne mobile ke notification bar mein Kisi Ka Bhi photo use kar sakte hain .

RELATED ARTICLE – Android 12 New Features – How to set photo in notification bar : Tech Same TV App

Android 12 kya hai?

Doston sabse pahle Ham baat karte hain ki jo Android 12 hota hai vah kya hota hai uska matlab kya hota hai doston main aapko Bata Dun abhi ke Samay Mein Har Koi Android smartphone use kar raha hai Ab Chahe vah Sasta hua ya fir mahanga hua to main aapko Bata Dun doston aapke smartphone ke andar Android 12 Ek software Ka Virsion Hota Hai

You have to wait 35 seconds.

Generating Download Link…

Agar aapane apne mobile ko update nahin kiya hoga to aapke mobile mein Android 11 hoga yah aapko dekhna kaise hain Chaliye main aapko yah Bhi Bata deta hun aapko kaise check karna hai ki aapka mobile Android 12 hai ya fir aapka Android 11 hai Chaliye main aapko Bata Dun Kaise aapko dekhna hai.

Chek kaise karein ki Android 12 hai ya Android 11 apka phone

Doston ab main aapko bataunga ki aapko aapke mobile ke andar kaise check karna hai ki aapka jo mobile hai vah Android dual hai ya FIR Android 11 hai to Chaliye sabse pahle main aapko Yahi batata hun aapko Kaise Karke check karna hai aapka mobile

Step 1 – To doston sabse pahle aap log ko aapke mobile ki setting option ke upar click karna hai Uske bad aap log apne mobile ki setting ke andar pahunch Jaenge.

Click to Your Mobile Setings

Step 2 – FIR aap log ko vahan per sabse upar Ek search box Dikhta hoga aapko uske upar click karna hai

Uske upar click karne ke bad aapko vahan per search karna hoga about phone about phone search karne ke bad vahan per aap log ko about phone ka ek option aaega aapko uske upar click karna hoga.

Step 3 – Uske bad doston aapke Samne aapke phone ka jo bhi varjan hoga jaise ki Android 12 ya FIR Android 11 vah aapke Samne hoga jaise ki niche aapko photo mein dekhne ko mil raha hai vaise hi aapke phone ke andar dekhne ko Milega

Android 12 New Features

Agar aapka Vivo ka device Hai Jab Agar aapka Vivo ka device Nahin Hai To vahan per aap log ko software information option dekhne ko Milega uske upar click kar dena vahan per aapko pata chal Jaega ki aapka phone Android 12 hai ya FIR Android 11.

How to set photo in notification bar (Android 12 New Features)

Doston main aapko bataunga ki aap log ko aapke Jo notification Bar hai aapke mobile ka uske andar aapko photo kaise Karke set karna hai aapko Kisi Ka Bhi photo set karna hai aap kar sakte hain kaise karna hai Chaliye main aapko Iske bare mein thoda detail mein samjhata hun.

Step 1 – Doston main aapko niche Ek App Ki link aapko dunga aapko 30 second wait karne ke bad kahan per click to download ka option dekhne ko Milega aapko uske upar click Karke use app Ko download kar lena hai download karne ke bad aapko usko Install kar lena hai Uske bad aapko usko open karna hai.

Full Details In this video how to set photo in notification War

Doston Upar Maine aap log Ke Liye video Diya Hai Kyunki doston Aise mein aapko acche Samjha Nahin Paunga to isliye maine aap log ke liye ek video Banaya Hai is video ke upar agar aap log click Karke dekhoge is video ke andar Maine aap log ke liye sari detail Mein bataya hai ki aap log ko jo photo hai vah notification bar Kendra aapke mobile mein Kaise Karke lagana hai sari detail Maine is video ke andar aap log ke liye Di Hai

Niche 30 second vate karne ke bad aapko click tu download ka option dekhne ko Milega aapko uske upar click karna hai aur aap log ko use app install kar lena hai Uske bad aapko open karna hai open karne ke bad Jo Sare step Hai Maine Upar video ke upar batai Hai To Upar video ke upar click Karke aap log video ko watch kar lo aur apne jo mobile Hai Uske notification bar ke andar aap log photo Kisi Ka Bhi set kar sakte ho.

You have to wait 35 seconds.

Generating Download Link…

11 thoughts on “Android 12 New Features,How to set photo in notification bar – techsametv.com”

Leave a Comment