PF Online,Pf Balance Cheking,EPFO Claim Status 2023 – RG GAMER

Hello doston Aaj Ham Baat Karne Wale Hain ki aap log Apne PF ko online Kaise karke dekh Sakte aap log Apne Jo PF hai uska jo claim Hai Uske status ko aap log kaise Karke check kar sakte hain Ab 2023 Ke Andar to agar aap log bhi Janna Chahte Ab 2023 Ke Andar Apna PF ko aap log kaise Karke online check kar sakte hain to is artical ko step bye step follow karna aur niche Tak is artical ko padhna is artical ke andar mein aapko sari detail aapko acche se bataunga to aap log is artical ko niche Tak Jarur padhna jisse aapko PF ke bare mein sari Jankari mil jaaye aur aapko Kahin aur search karne ki jarurat na Pade to Chaliye Shuru Karte Hain.

PF Online 2023

To Mere Pyare bhai logon sabse pahle Ham baat karenge aap log Apne PF ko online Kaise Karke kar sakte hain 2023 mein aap log Jante Hain 2023 chal rahi hai ab aap log PF ko kaise Karke online kar sakte hain to Chaliye Iske bare mein main aapko Kuchh step mein bataunga to aap log ine is type ko follow karke Apne PF ko online kar sakte hain 2023 mein to Chaliye main aapko Steps batata hun –

Step 1. Doston sabse pahle is type mein aapko karna yah hoga aapko PF online wali official website per Jana Hoga Jiska link mein aapko niche dunga use website per jaane ke bad aapko sabse pahle aapka UAN number aur password dalkar aur vahan per Kuchh capture dalker login karna padega Uske bad aapko Manage option per click karna hoga Maine Jo option per click Karke aapko KYC ko select karna hai aur Apna KYC check kar lena hai vahan per ho sakta hai aapko Aadhar card pan card ya FIR Bank ki jankari dalne ko Bolega To aapko vah Sab Jankari dalkar verify kar lena hai Agar aapki sari Jankari sahi hai to aapko Uske bad aapko online service ke upar click karna padega vahan per aapko claim form – (31,19&10C) Per Click Karna hoga.

Step 2. Step 1 ko follow karne ke bad ab aapke Samne vahan per 3 option dekhne ko Milenge ab aapko Jis bhi option se kam hai Usi option per click Karen aap log PF online Ek form Bhar De uski Kuchh Dinon ke bad aapka Jo Paisa hai aapke register bank account me bhej di jayegi what is ki jankari aapke jo mobile number hai use per bhi bhej Di Jayegi.

PF ONLINE 2023 OFFICIAL WEBSITE Click here

Pf Balance Cheking 2023

Doston Agar ab aap log 2023 ke andar Apna PF check karna chahte hain matlab aap log Apne PF ka balance check karna chahte hain to Kaise Karke Karenge Chaliye main aapko batata hun aapko SMS ya FIR call ya FIR Kisi app ke dwara Kaise aapke aapko apna Jo PF ka balance hai usko check karna hai vah main ab aapko bataunga to chaliye shuru karte hai.

Doston sabse pahle aap log ko aapke use mobile number se jo ki aapka Bank mein aur FIR aapane jab online kiya tha PF ke liye usmein aapane jo bhi mobile number register karvaya hai use mobile number se aapko SMS karna hai is number 7738299899 per aapko SMS Mein sabse pahle aapka uan number dalna hai aur Sabhi capital number mein hone chahie aur agar aap log English mein bhej rahe ho to aapko e n g Jarur likhna hai example ke liye Agar aapka UAN Number 123456 hai to apko aise SMS bhejna hai ” EPFOHO 123456 ENG”

EPFO Claim Status 2023

Hello doston ab main aapko bataunga ki aap logon ka aapke PF claim ke status ko aap log check karna chahte hain tab aap log kaise Karke kar sakte hain doston iske liye to kai tarike Hain Agar aapko aap log SMS ke dwara Apne PF ke Claim ka status ko check karna chahte hain to Upar maine aapko PF balance check ke bare mein jo bataya sms ke dwara paise hi aap log PF Claimstatus ko bhi check kar sakte hain iske alava aap log website per jakar Apne uan number se aapka PF claim status check kar sakte hain ab 2023 mein to iske liye main aapko Kuchh Is type bataunga unko follow Karen.

Step 1 – Doston sabse pahle aap log ko niche Mein Ek website ka link Dunga aapko use website per Jana Hoga FIR vahan per apko “click here to get redirected to passbook application” is tarah ka option dekhne ko Milega Iske Upar aapko click karna hai.

EPFO Claim Status 2023

Step 2 – Ab aapko aapka uan number dalkar Yahan per login karna hai login karne ke bad aap log Apne PF ka status 2023 Mein check kar sakte hain doston Agar Iske alava bhi aapko Kuchh aur Jankari chahie to mujhe comment Karke poochh lena.

2 thoughts on “PF Online,Pf Balance Cheking,EPFO Claim Status 2023 – RG GAMER”

  1. Wow, this article post is truly priceless! The information is offered deliberately and after much investigation. I really value how it approaches the subject from several perspectives, offering insightful information and leaving me feeling informed. I appreciate you sharing this wonderful article. I anticipate learning more!”
    Thanks for this post

    Reply

Leave a Comment